Zindagi ka sochta hun na zamane ka sochta hun
Mai to bs use apna banane ka sochtaa hun
Us k roth jane k andaz ki qasam
Woh roth jai to manane ka sochta hun
Us ne na ki wafa to gila nahi
Main us se wafain nibhanay ka sochta hun
Woh to aik dost hai meri zindagi ka
Mai to us ko humsafar bnany ka sochta hun
Woh muj ko rolaye to koi bat nahi
Me ro kr b use hansane ka sochta hun

No comments:
Post a Comment