Thursday, 8 November 2012

Chhayee hai tanhayee, tu na jaane

Chhayee hai tanhayee, tu na jaane

Sazaa hai yeh kyun payee, woh na jaane

Sooni hai raahein, sooni hai baahein

Sooni nighaahein, jisko hai kho jaana

Woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjaana, toh dil wahi kyon hai

Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjaana, toh dil wahi kyon hai =(

Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya

Haye tum meharbaan thay humshaadma thay

Mehki thi dil ki vaadiyan

Ho ho chaahat bari woh aankhein, rass mein doobi woh baatein

Kho gayi jaane kahan

Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraaye =(

Kyun aa gayi dooriyan

Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjaana, woh khilta hi kyon hai

Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai

Dil ko hai murjaana, woh khilta hi kyon hai

Sooni hai raahein, sooni hai baahein

Sooni nighaahein, chhayee hai tanhayee

Kyun na jaane, sazaa yeh hai kyun payee, kaun jaane

No comments:

Post a Comment